- Home
- Alone Shayari
- Tanhaai Ki Gehraiyon Mein
Tanhaai Ki Gehraiyon Mein
Toofani Hawaaon Mein Bikharte Chale Gaye,
Tanhaai Ki Gehraiyon Mein Utarte Chale Gaye,
Jannat Thi Har Shaam Jinke Hone Se,
Dheere Dheere Wo Humse Door Hote Chale Gaye.
तूफानी हवाओं में बिखरते चले गए,
तन्हाई की गहराईयों में उतरते चले गए,
जन्नत थी हर शाम जिनके होने से
धीरे धीरे वो हमसे दूर होते चले गए।
Ai Tanhai Tu Ab Nikaah Kar Le Mujhse
Jab Umr Bhar Saath Hi Rehna Hai
To Chal
Zamane Ki Ye Rasmein Bhi Ada Kar Lein.
ऐ तन्हाई तू अब निकाह कर ले मुझसे
जब उम्र भर साथ ही रहना है
तो चल
जमाने की ये रस्मे भी अदा कर लें।
Aaj Itna Bebas Khud Ko Paya,
Auron Ko Kya Maine To Apnon Ko Bhi Aajmaya,
Har Dost Ki Tanhai Hamesha Door Ki Maine,
Par Khud Ko Har Mod Par Hamesha Tanha Paya.
आज इतना बेबस खुद को पाया,
औरों को क्या मैंने तो अपनों को भी आजमाया,
हर दोस्त की तन्हाई हमेशा दूर की मैंने,
पर खुद को हर मोड़ पर हमेशा तन्हा पाया।