Nafrat Shayari

Nafaraton Ki Peed

Ye Mat Kahna Ki Teri Yaad Se Rishta Nahin Rakha,
Main Khud Tanha Raha Par Dil Ko Tanha Nahin Rakha,
Tumhari Chahaton Ke Phool To Mahafooj Rakhe Hain,
Tumhari Nafaraton Ki Peed Ko Jinda Nahin Rakha.

ये मत कहना कि तेरी याद से रिश्ता नहीं रखा,
मैं खुद तन्हा रहा पर दिल को तन्हा नहीं रखा,
तुम्हारी चाहतों के फूल तो महफूज रखे हैं,
तुम्हारी नफरतों की पीड़ को जिंदा नहीं रखा।

Ek Nafarat Hi Hai Jise,
Duniya Chand Lamhon Mein Jaan Leti Hai, Varana..
Chaahat Ka Yakeen Dilaane Mein To
Zindagi Beet Jaati Hai.

एक नफरत ही है जिसे,
दुनिया चंद लम्हों में जान लेती है, वरना..
चाहत का यकीन दिलाने में तो
ज़िन्दगी बीत जाती है।

Chala Jaoonga Main Dhundh Ke Baadal Ki Tarah,
Dekhte Rah Jaoge Mujhe Pagal Ki Tarah,
Jab Karte Ho Mujhse Itani Nafrat To Kyon,
Sajate Ho Aankho Mein Mujhe Kaajal Ki Tarah.

चला जाऊँगा मैं धुंध के बादल की तरह,
देखते रह जाओगे मुझे पागल की तरह,
जब करते हो मुझसे इतनी नफरत तो क्यों,
सजाते हो आँखो में मुझे काजल की तरह।

Advertisement

Jis Dil Mein Nafrat

Mat Rakh Itni Nafraten Apne Dil Mein-e-Insaan,
Jis Dil Mein Nafrat Hoti Hai Us Dil Mein Rab Nahi Basta.

मत रख इतनी नफ़रतें अपने दिल में ए इंसान,
जिस दिल में नफरत होती है उस दिल में रब नहीं बसता।

Nafrat Shayari - Jis Dil Mein Nafrat

Lekar Ke Mera Naam Mujhe Kosta To Hai,
Nafrat Hi Sahi, Par Vah Mujhe Sochta To Hai.

लेकर के मेरा नाम मुझे कोसता तो है,
नफरत ही सही, पर वह मुझे सोचता तो है।

Wo Waqt Gujar Gaya Jab Mujhe Teri Aarzoo Thi,
Ab Tu Khuda Bhi Ban Jaye To Main Sazda Na Karoon.

वो वक़्त गुजर गया जब मुझे तेरी आरज़ू थी,
अब तू खुदा भी बन जाए तो मैं सज़दा न करूँ।

Nafrat Karne Wale Bhi Gazab Ka Pyar Karte Hain Mujhse,
Jab Bhi Milte Hain Kahte Hain Ki Tujhe Chhodenge Nahin.

नफरत करने वाले भी गज़ब का प्यार करते हैं मुझसे,
जब भी मिलते हैं कहते हैं कि तुझे छोड़ेंगे नहीं ।

Teri Nafraton Ko Pyaar Ki Khushbu Bana Deta,
Mere Bas Mein Agar Hota Tujhe Urdu Sikha Deta.

तेरी नफरतों को प्यार की खुशबु बना देता,
मेरे बस में अगर होता तुझे उर्दू सिखा देता।

Advertisement