- Home
- Page-107
SHAYARIFY
Kahin Koi Eid Na Kar Le
Hata Ke Zulf Chahare Se,
Na Tum Chhat Par Sham Ko Jaana,
Kahin Kotyi Eid Na Karle Sanam,
Abhi Ramzaan Baaki Hai.
हटा के ज़ुल्फ़ चहरे से,
न तुम छत पर शाम को जाना,
कहीं कोई ईद ना करले सनम,
अभी रमज़ान बांकी है।
Aansoo Bahana Yaad Hai
Chupke-Chupke Raat Din Aansoo Bahaana Yaad Hai,
Ham Ko Ab Tak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai.
~ Hasarat Mohaani
चुपके-चुपके रात दिन आँसू बहाना याद है,
हम को अब तक आशिक़ी का वो ज़माना याद है
~ हसरत मोहानी
Dupatte Se Apane Wo Ponchhta Hai Aansoo Mere,
Rone Ka Bhi Apana Kuchh Alag Hi Maza Hai.
दुपट्टे से अपने वो पोंछता है आँसू मेरे,
रोने का भी अपना कुछ अलग ही मज़ा है।
New Aansu Shayari
Kya Likhoon Hakeekat-E-Dil Aarazoo Behos Hai,
Khat Par Aansoo Bah Rahe Hain Kalam Khamosh Hai.
क्या लिखूं हकीकत-ए-दिल आरज़ू बेहोस है,
खत पर आँसू बह रहे हैं कलम खामोश है।
Hamen Maloom Hai Tumne Dekhi Hain Baarish Ki Boonden,
Magar Meri Aankhon Se Ye Sawan Aaj Bhi Haar Jaata Hai.
हमें मालूम है तुमने देखी हैं बारिश की बूँदें,
मगर मेरी आँखों से ये सावन आज भी हार जाता है।
Bah Jati Kash Yaaden Bhi Aansuon Ke Saath,
To Ek Din Ham Bhi Ro Lete Tasalli Se Baith Kar.
बह जाती काश यादें भी आँसुओ के साथ,
तो एक दिन हम भी रो लेते तसल्ली से बैठ कर।
Painful Ashq Shayari in Hindi
Muskurane Ki Aarzoo Mein Chhupaya Jo Dard Ko,
Ashq Hamari Aankhon Mein Patthar Ke Ho Gaye.
मुस्कुराने की आरजू में छुपाया जो दर्द को,
अश्क हमारी आंखों में पत्थर के हो गए।
Bhoolne Ke Liye Waqt Chahiye
Bahut Andar Tak Basa Tha Wo Shakhs Mere,
Use Bhoolne Ke Liye Bada Waqt Chaahiye.
बहुत अंदर तक बसा था वो शख़्स मेरे,
उसे भूलने के लिए बड़ा वक़्त चाहिए।
Mere Bina Kya Apne Aap Ko Sanwaar Loge Tum,
"Ishq" Hun Koyi Zewar Nahin Jo Utaar Doge Tum.
मेरे बिना क्या अपने आप को सँवार लोगे तुम,
"इश्क़" हूँ कोई ज़ेवर नहीं जो उतार दोगे तुम।