SHAYARIFY

Majboori Shayari Collection

Kabhi Gam To Kabhi Khushi Dekhi,
Hamne Aksar Majboori Aur Bekasi Dekhi,
Unki Narazgi Ko Ham Kya Samajhen,
Hamne To Khud Apni Takdeer Ki Bebasi Dekhi.

कभी गम तो कभी ख़ुशी देखी,
हमने अक्सर मजबूरी और बेकसी देखी,
उनकी नाराज़गी को हम क्या समझें,
हमने तो खुद अपनी तकदीर की बेबसी देखी।

Bebashi Dekhi - Majboori Shayari

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Masoomiyat Shayari Collection

Kya Likhoon Teri Tareef-E-Soorat Mein Yaar,
Alfaaz Kam Pad Rahe Hain Teri Masoomiyat Dekhkar.

क्या लिखूं तेरी तारीफ-ए-सूरत में यार,
अलफ़ाज़ कम पड़ रहे हैं तेरी मासूमियत देखकर।

Teri Tareef-e-Soorat

Aaj Uski Masoomiyat Ke Kayal Ho Gaye,
Sirf Uski Ek Najar Se Hi Ghayal Ho Gaye.

आज उसकी मासूमियत के कायल हो गए,
सिर्फ उसकी एक नजर से ही घायल हो गए।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Tere Khwabo Ko Aankho Mein

Tere Khwabo Ko Aankho Mein Saja Rakha Hai
Zindagi Ko Yoon Hi Rangeen Bana Rakha Hai,
Badi Bedard Hain Duniya Ki Nigahen Yaara
Usse Bachakar Ek Aashiyaana Rakha Hai.

तेरे ख्वाबो को आँखो मे सजा रखा है
जिंदगी को यूँ ही रंगीन बना रखा है,
बड़ी बेदर्द हैं दुनिया की निगाहें यारा
उससे बचाकर एक आशियाना रखा है।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Udasi Shayari Collection

Ek Pal Mein Zindagi Bhar Ki Udasi De Gaya,
Wo Jate Jate Kuchh Phool Basi De Gaya,
Noch Kar Shakhon Ke Tan Se Khushk Patton Ka Libaas,
Zard Mausam, Baanjh Rut Ko Be-Libasi De Gaya.

एक पल में ज़िन्दगी भर की उदासी दे गया,
वो जाते जाते कुछ फूल बासी दे गया,
नोच कर शाखों के तन से खुश्क पत्तों का लिबास,
ज़र्द मौसम, बाँझ रुत को बे-लिबासी दे गया।
~ Mohsin Naqvi

Zindagi Bhar Ki Udasi - Udasi Shayari

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Zahar-E-Gam Ka Nasha

Dil Mein Aag Si Hai Chehra Gulaab Jaisa Hai,
Ki Zahar-E-Gam Ka Nasha Bhi Sharab Jaisa Hai,
Ise Kabhi Koi Dekhe Koi Padhe To Sahi,
Dil Aaina Hai To #Chehra Kitab Jaisa Hai.

दिल में आग सी है चेहरा गुलाब जैसा है,
कि ज़हर-ए-ग़म का नशा भी शराब जैसा है,
इसे कभी कोई देखे कोई पढ़े तो सही,
दिल आइना है तो #चेहरा किताब जैसा है।

[ Read more Shayari → ]