- Home
- Page-33
SHAYARIFY
Tujhse Kya Khafa Hona
Tu Chhod Gayi Akela Tujhse Kya Khafa Hona,
Khuda Ne Hi Likha Tha Tujhse Juda Hona.
तू छोड़ गयी अकेला तुझसे क्या खफा होना,
खुदा ने ही लिखा था तुझसे जुदा होना।
Unse Khafa Hokar Bhi Dekhenge Ek Din,
Ki Unke Manane Ka Andaaz Kaisa Hai.
उनसे खफा होकर भी देखेंगे एक दिन,
कि उनके मनाने का अंदाज़ कैसा है।
Naam Tha Uske Labon Par
#Bewafa To Wo Khud Thi,
Par Ilzaam Kisi Aur Ko Deti Hai.
Pehle Naam Tha Mera Uske Labon Par,
Ab Wo Naam Kisi Aur Ka Leti Hai.
Kabhi Leti Thi Wada Mujhse Saath Na Chhorne Ka,
Ab Yehi Wada Kisi Aur Se Leti Hai.
#बेवफा तो वो खुद थी,
पर इल्ज़ाम किसी और को देती है.
पहले नाम था मेरा उसके लबों पर,
अब वो नाम किसी और का लेती है
कभी लेती थी वादा मुझसे साथ न छोड़ने का,
अब बही वादा किसी और से लेती है।
Koi Ilzaam Na Aaye
Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchaan Na Paye,
Khud He Kar Li Bewafai Humne,
Taaki Un par Koi Ilzaam Na Aaye.
जान कर भी वो मुझे जान न पाए,
आज तक वो मुझे पहचान न पाए,
खुद ही कर ली बेवफाई हमने,
ताकि उन पर कोई इलज़ाम न आये।
Har Haath Mein Khanjar
Har Haath Mein Khanjar,
Har Dil Me Ek Chor Kyun Hai?
Aaine Ke Samne Main Hun,
Magar Aaine Mein Koi Aur Kyun Hai?
Insaan Hain Sbhi To Insaniyat Kyu Nahi Hai?
Ya Unme Dil Nahi Hai,
Aur Hai To Itna Shakht Kyun?
हर हाथ में खंजर,
हर दिल में एक चोर क्यों है?
आईने के सामने मैं हूँ,
मगर आईने में कोई और क्यों है?
इंसान हैं सभी तो इंसानियत क्यों नहीं है?
या उनमें दिल नहीं है,
और है तो इतना शख्त क्यों?
Iljaam Laga Hai
Udaas Waqt, Udaas Zindagi, Udaas Mausam,
Kitni Cheejo Pe Iljaam Laga Hai Tere Na Hone Se.
उदास वक्त, उदास जिन्दगी, उदास मौसम,
कितनी चीजो पे इल्जाम लगा है तेरे ना होने से।
Meri Najron Ki Taraf Dekh Jamanen Par Na Ja,
Ishq Maasoom Hai Iljaam Lagaane Par Na Ja.
मेरी नजरों की तरफ देख जमानें पर न जा,
इश्क मासूम है इल्जाम लगाने पर न जा।