- Home
- Page-35
SHAYARIFY
Jalta Raha Parwana
#Chahat Ki Mehfil Main Bulaya Hai Kisi Ne,
Khud Bula Ke Phir Sataya Hai Kisi Ne,
Jab Tak Jali Hai Shama, Jalta Raha Parwana,
Kya Is Tarha Saath Nibhaya Hai Kisi Ne.
#चाहत की महफ़िल मैं बुलाया है किसी ने,
खुद बुला के फिर सताया है किसी ने,
जब तक जली है शमा, जलता रहा परवाना,
क्या इस तरह साथ निभाया है किसी ने।
Mein Alfaaz Likhta Hoon
Main Alfaaz Hoon Teri Har Baat Samajhta Hoon,
Main Ehsaas Hoon Tere Jazbaat Samajhta Hoon,
Kab Poochha Maine Ki Kyoon Door Ho Mujhse,
Main Dil Rakhata Hoon Tere Halaat Samajhta Hoon.
मैं अल्फाज़ हूँ तेरी हर बात समझता हूँ,
मैं एहसास हूँ तेरे जज़्बात समझता हूँ,
कब पूछा मैंने कि क्यूँ दूर हो मुझसे,
मैं दिल रखता हूँ तेरे हालात समझता हूँ।
Zakhm Shayari Collection
Vo Jaanti Thi Gamo Mein Muskrane Ki Aadat Hai,
Jakhm Deti Thi Nae Nae Roj Meri Khushi Ke Lie.
वो जानती थी गमो में मुस्कराने की आदत है,
जख्म देती थी नए नए रोज मेरी ख़ुशी के लिए।
Jakhm Hain Ki... Dikhte Nahi Magar,
Ye Mat Samajhie Ki... Dukhte Nahi.
जख्म हैं कि... दिखते नही मगर ,
ये मत समझिए कि... दुखते नही।
Dil Ko Rulakar
Kisi Ki Raah Mein Najaren Bichha Kar Kuchh Nahin Milta,
Sara Jahan Bewafa Hai Dil Lagaakar Kuchh Nahin Milta,
Koi Bhi Lautkar Aata Nahin Aansoo Bahane Se,
Kisi Ki Yaad Mein Dil Ko Rulakar Kuchh Nahin Milta.
किसी की राह में नजरें बिछा कर कुछ नहीं मिलता,
सारा जहाँ बेवफा है दिल लगाकर कुछ नहीं मिलता,
कोई भी लौटकर आता नहीं आँसू बहाने से,
किसी की याद में दिल को रुलाकर कुछ नहीं मिलता।
Aapke Khyalon Mein
Aapke Khayalon Mein Rehna Aadat Hai Meri,
Koi Kahta Ishq Hai, Koi Kehta Ibadat Hai.
आपके ख्यालों में रहना आदत है मेरी,
कोई कहता इश्क़ है, कोई कहता इबादत है।
Ab Bhi Chale Aate Hain Khayalon Mein Wo,
Roz Lagti Hai Haziri Us Gair Hazir Ki.
अब भी चले आते हैं ख्यालों में वो,
रोज़ लगती है हाज़िरी उस ग़ैर हाज़िर की।