SHAYARIFY

Aapke Khayalon Se

Aapke Khayalon Se Fursat Nahi Milti,
Ek Pal Ke Liye Hamen Rahat Nahi Milti,
Yun To Sab Kuch Hamare Pas Hai,
Bus Dekhne Ke Liye Aapki Soorat Nahi Milti.

आपके ख्यालों से फुर्सत नहीं मिलती,
एक पल के लिए हमें रहत नहीं मिलती,
यूँ तो सब कुछ हमारे पास है,
बस देखने के लिए आपकी सूरत नहीं मिलती।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Rajneeti Shayari Collection

Ye Siyasat Ke Chashme Kuchh Dhudhle Ho Gaye,
Chunavi Vade Aajkal Phir Jumle Ho Gaye.

ये सियासत के चश्मे कुछ धुधले हो गए,
चुनावी वादे आजकल फिर जुमले हो गए।

Siyasat Ke Chasme - Rajneeti Shayari

Siyasat Ke Khel Mein Kursi Ki Bhookh Hoti Hai,
Isaliye To Hindu Musalmaan Mein Daali Foot Hoti Hai.

सियासत के खेल में कुर्सी की भूख होती है,
इसलिए तो हिन्दू मुसलमान में डाली फूट होती है।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Majhabi Siyasten

Ai Dil Chal Ud Chale Kaheen Door Us Jahaan Mein,
Jahaan Majhabi Siyasten Aur Sarhaden Na Hon.

ऐ दिल चल उड़ चले कहीं दूर उस जहाँ में,
जहाँ मजहबी सियासते और सरहदें न हों।

Majhabi Siyasaten - Siyasat Shayari

Tum Mere Dost Ho... Dushman Ban Jao,
Magar Khuda Ke Liye Siyasat Mat Karo.

तुम मेरे दोस्त हो... दुश्मन बन जाओ,
मगर ख़ुदा के लिए सियासत मत करो।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Fek Rahe Tum Khana

Fek Rahe Tum Khana Kyuki, Aaj Roti Thodi Sookhi Hai,
Thodi Ijzat Se Fenkna Saaheb, Meri Beti Kal Se Bhookhi Hai.

फ़ेक रहे तुम खाना क्योंकि, आज रोटी थोड़ी सूखी है,
थोड़ी इज्ज़त से फेंकना साहेब, मेरी बेटी कल से भूखी है।

Gareebi Shayari - Fek Rahe Tum Khana

Jab Bhi Dekhta Hoon... Kisi Gareeb Ko Muskurate Huye,
Yakeenan Khushion Ka Taalluk Daulat Se Nahin Hota.

जब भी देखता हूँ... किसी गरीब को मुस्कुराते हुए,
यकीनन खुशिओं का ताल्लुक दौलत से नहीं होता।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Siyasat Apna Rukh

Siyasat Apna Rukh Ab Itna Kada Mat Kar,
Insaniyat Ko Ab Bhagava Aur Hara Mat Kar.

सियासत अपना रुख अब इतना कड़ा मत कर,
इंसानियत को अब भगवा और हरा मत कर।

Siyasat Shayari - Siyasat Apna Rukh

Gareebi Ki Kya Khoob Hansi Udai Jaati Hai,
Ek Roti Dekar Sau Tasveer Khichai Jaati Hain.

गरीबी की क्या खूब हंसी उड़ाई जाती है,
एक रोटी देकर सौ तस्वीर खिचाई जाती हैं।

[ Read more Shayari → ]