Two Line Shayari in Hindi

Two Line Mohabbat Shayari

Teri Mohabbat Ko Kabhi Khel Nahi Samjha,
Warna Khel To Itne Khele Hai Ki Kabhi Haare Nahi. 

तेरी मोहब्बत को कभी खेल नही समझा,
वरना खेल तो इतने खेले है कि कभी हारे नही।

Kuchh Alag Sa Hai Apni Mohabbat Ka Haal Hai,
Teri Chuppi Aur Mera Sawaal .

कुछ अलग सा है अपनी मोहब्बत का हाल है,
तेरी चुप्पी और मेरा सवाल।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Jab Pyar Andha Hota Tha

Aajkal Dekhabhal Kar Hote Hain Pyar Ke Saude,
Wo Daur Aur The Jab Pyar Andha Hota Tha.

आजकल देखभाल कर होते हैं प्यार के सौदे,
वो दौर और थे जब प्यार अन्धा होता था।

Short Shayari In Hindi - Jab Pyar Andha Hota Hai

Usne Har Nasha Saamne Lakar Rakh Diya Aur Kaha,
Sabse Buri Lat Kaun Si Hain, Maine Kaha Tere Pyar Ki.

उसने हर नशा सामने लाकर रख दिया और कहा,
सबसे बुरी लत कौन सी हैं, मैने कहा तेरे प्यार की।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Two Line Shayari, Meri Kismat

Mere Irade Meri Taqdeer Badalne Ko Kaafi Hain,
Meri Kismat Meri Lakeeron Ki Mohtaaz Nahin.

मेरे इरादे मेरी तक़दीर बदलने को काफी हैं,
मेरी किस्मत मेरी लकीरों की मोहताज़ नहीं।

Apni Haar Par Itna Shakoon Tha Mujhe,
Jab Usne Gale Lagaya Jeetne Ke Baad.

अपनी हार पर इतना शकून था मुझे,
जब उसने गले लगाया जीतने के बाद।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Gujre Jab Kareeb Se

Hamara Katl Karne Ki Unki Saajish To Dekho,
Gujre Jab Kareeb Se To Chehre Se Parda Hata Liya.

हमारा कत्ल करने की उनकी साजीश तो देखो,
गुजरे जब करीब से तो चेहरे से पर्दा हटा लिया।

Gujre Jab Kareeb Se - Best Do Line Shayari

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Is Se Behtar Ibadat

Hamne Roti Huyi Aankhon Ko Hasaya Hai Sada,
Is Se Behtar Ibadat To Nahin Hogi Hamse.

हम ने रोती हुई आँखों को हँसाया है सदा,
इस से बेहतर इबादत तो नहीं होगी हमसे।

Kaun Kaisa Hai Ye Hi Fikr Rahi Tamaam Umr,
Ham Kaise Hain Ye Kabhi Bhool Kar Bhi Nahi Socha.

कौन कैसा है ये ही फ़िक्र रही तमाम उम्र,
हम कैसे हैं ये कभी भूल कर भी नही सोचा।

Seekh Nahin Pa Raha Hun Meethe Jhooth Bolane Ka Hunar,
Kadave Sach Se Hamse Na Jane Kitne Log Rooth Gaye.

सीख नहीं पा रहा हूँ मीठे झूठ बोलने का हुनर,
कड़वे सच से हमसे न जाने कितने लोग रूठ गये।

Yahaan Sab Khamosh Hain Koi Aawaaz Nahin Karta,
Sach Bolkar Koi, Kisi Ko Naraaz Nahin Karta.

यहाँ सब खामोश हैं कोई आवाज़ नहीं करता,
सच बोलकर कोई, किसी को नाराज़ नहीं करता।