- Home
- Gam Bhari Shayari
- Gam-E-Duniya Bhi Mili
Gam-E-Duniya Bhi Mili
Duniya Bhi Mili Gam-E-Duniya Bhi Mili Hai,
Wo Kyn Nahin Milta Jise Maanga Tha Khuda Se.
दुनिया भी मिली गम-ए-दुनिया भी मिली है,
वो क्यूँ नहीं मिलता जिसे माँगा था खुदा से।
Kise Sunayein Apne Gam Ke Chand Panno Ke Kisse,
Yehan To Har Shakhs Bhari Kitaab Liye Baitha Hai.
किसे सुनाएँ अपने गम के चन्द पन्नो के किस्से
यहाँ तो हर शख्स भरी किताब लिए बैठा है।
Gam To Hai Har Ek Ko, Magar Haunsla Hai Juda- Juda,
Koi Toot Kar Bikhar Gaya Koi Muskura Ke Chal Diya.
गम तो है हर एक को, मगर हौंसला है जुदा- जुदा,
कोई टूट कर बिखर गया कोई मुस्कुरा के चल दिया।
Nikal Aate Hain Aansoo Hanste Hanste,
Ye Kis Gam Ki Kasak Hai Har Khushi Mein.
निकल आते हैं आंसू हंसते हंसते,
ये किस गम की कसक है हर खुशी में।
Shayaron Ki Basti Mein Kadam Rakha To Jaana,
Gamon Ki Mahafil Bhi Kamal Jamti Hai.
शायरों की बस्ती में कदम रखा तो जाना,
गमों की महफिल भी कमाल जमती है।
Tera Hijr Mera Naseeb Hai Tera Gam Hi Meri Hayaat Hai,
Mujhe Teri Doori Ka Gam Ho Kyon Tu Kahin Bhi Ho Mere Saath Hai.
तेरा हिज्र मेरा नसीब है तेरा ग़म ही मेरी हयात है,
मुझे तेरी दूरी का ग़म हो क्यों तू कहीं भी हो मेरे साथ है।