Manzilo Ne Pukara Hai

Advertisement

Aaj Tere Liye Waqt Ka Ishaara Hai,
Dekhta Ye Jahaan Saara Hai,
Phir Bhi Tujhe Raaston Ki Talash Hai,
Aaj Phir Tujhe Manzilo Ne Pukara Hai.

आज तेरे लिए वक्त का इशारा है,
देखता ये जहां सारा है,
फिर भी तुझे रास्तों की तलाश है,
आज फिर तुझे मंज़िलो ने पुकारा है।

Dekhte Hain Ye Zindagi Hame Kab Tak Bhatkaegi,
Kisi Din To Koshishen Hamari Bhi Rang Laengi,
Us Roj Ham Aaram Se Baithenge Apne Ghar Mein,
Aur Kaamayaabi Bahaar Darvaaja Khatkhataegi.

Advertisement

देखते हैं ये जिंदगी हमें कब तक भटकाएगी
किसी दिन तो कोशिशें हमारी भी रंग लाएंगी,
उस रोज हम आराम से बैठेंगे अपने घर में
और कामयाबी बहार दरवाजा खटखटाएगी।

Pani Ko Barf Mein Badlne Mein Waqt Lagta Hai,
Sooraj Ko Nikalne Mein Waqt Lagta Hai,
Kismat Ko To Ham Badal Nahi Sakte,
Apne Hauslo Se Kismat Badlne Mein Waqt Lagta Hai.

पानी को बर्फ़ में बदलने में वक्त लगता है,
सूरज को निकलने में वक्त लगता है,
किस्मत को तो हम बदल नही सकते,
अपने हौसलो से किस्मत बदलने में वक्त लगता है।

Advertisement
Advertisement