Har Haath Mein Khanjar

Advertisement

Har Haath Mein Khanjar,
Har Dil Me Ek Chor Kyun Hai?
Aaine Ke Samne Main Hun,
Magar Aaine Mein Koi Aur Kyun Hai?
Insaan Hain Sbhi To Insaniyat Kyu Nahi Hai?
Ya Unme Dil Nahi Hai,
Aur Hai To Itna Shakht Kyun?

हर हाथ में खंजर,
हर दिल में एक चोर क्यों है?
आईने के सामने मैं हूँ,
मगर आईने में कोई और क्यों है?
इंसान हैं सभी तो इंसानियत क्यों नहीं है?
या उनमें दिल नहीं है,
और है तो इतना शख्त क्यों?

Har Hath Mein Khanjar - Insaniyat Shayari

Advertisement

Insaniyat Ko Sooli Chade Huye,
Yahan Ek Zamana Beet Gaya Hai,
Hothon Par To Jhoot Hai Lekin,
Haath Mein Dekho Geeta Hai.

इंसानियत को सूली चढ़े हुए,
यहाँ एक ज़माना बीत गया है,
होठों पर तो झूट है लेकिन,
हाथ में देखो गीता है।

Advertisement
Advertisement